Ghalib (Urdu: غاؔلِب‬‎, Hindi: ग़ालिब), born Mirza Asadullah Baig Khan (Urdu: مِرزااسَدُاللہ بیگ خان‬, Hindi: मिर्ज़ा असदुल्लाह् बेग ख़ान), 27 December 1797 – 15 February 1869), was a prominent Urdu and Persian-language poet during the last years of the Mughal Empire. He used his pen-names of Ghalib (Urdu: غالِب‬, ġhālib means “dominant”) and Asad (Urdu: اسَد‬, Asad means “lion”).

His honorific was Dabir-ul-Mulk, Najm-ud-Daula. Most notably, he wrote several ghazals during his life, which have since been interpreted and sung in many different ways by different people. Ghalib, the last great poet of the Mughal Era, is considered to be one of the most famous and influential poets of the Urdu language. Today Ghalib remains popular not only in India and Pakistan but also among the Hindustani diaspora around the world.

 

We have picked 10 Shayaris, which we hope you would like:

hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam nikle

bahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikle


Na Bazm Apni, Na Saqi Apna, Na Sheesha Apna, Na Jam Apna
Agar Yehi Hai Nizami Hasti Tu Ghalib Zindagi Ko Salam Apna


Ham Ko Ma’alom Hai Jannat Ki Hqeqat Lekin
Dil Ke Khush Rakhne Ko Ghalib Yeh Khayal Acha Hai


Kehte Hain Jete Hain Umeed Peh Log
Ham Ko Jene Ki Bhi Umeed Nahi


Meri Qismat Mai Gham Gar Itna Tha
Dil Bi Ya Rab Kai Diye Hote


Ki Wafa Ham Se Tu Ghair Is Ko Jafa Kehte Hain
Hoti Ayi Hai Ke Achon Ko Bura Kehte Hain


Jaate Hoye Kehte Ho Qayamat Ko Milen Gey
Kya Khob Qayamt Ka Hai Goya Koi Din Aur


Hoye Mar Ke Ham Jo Ruswa Hoye Kun Na Gharq Darya
Na Kabi Janaza Uthta Na Kahen Mazar Hota


Ye Dunya Matlab Ki Hai Tum Kis Mukhlis Ki Baat Karte Ho Ghalib
Log Janaza Parhne Aate Hain Wo Bi Apne Sawab Ki Khatir


Bik Raha Hai Junon Mai Kya Kya Kuch
Kuch Na Samjhe Khuda Kare Koi


Heran Hon Tum Ko Masjid Mai Dekh K Ghalib
Aesa Bi Kiya Hoa Ke Khuda Yaad A Gaya


Ji Dhondta Hai Phir Wohi Fursat K Raat Din
Bethe Rahe Taswar Jana Kiye Hoye


Poetry books available on IslamicBookBazar.com, click to explore

Share:

TOP