Fazail e Amaal Vol-2 Urdu in Roman Script | Fazail e Sadaqat and Hajj – Jadeed Edition (HB)
₹475.00
Alhamdulillah, “idara” ki hamesha yeh koshish rahi hai ke Deen ko seekhne sikhane mein Ummat ke liye jitni mumkin ho sake asaaniyan paida ki jayein, isilye Fazail-e-Amaal Vol.2 (Fazail e Sadaqat and Hajj) ko Urdu Roman Script mein pesh kiya ja raha hai, kyunki Ummat ki ek badi tadaad aisi hai jo urdu likhne-padhne se nawaaqif hai. Isliye unke liye yeh edition in sha’ Allah kaafi faidamand saabit hoga.
Iske ilaawah Ahl-e-ilm aur modern educated logon ke liye is baat ki zaroorat ka ehsaas bhi hone laga tha ke is kitaab mein maujood Ahadees aur urdu mein likhe buzurgon ke waaqiyaat ke references ka kaam hona chahiye, taake kisi ghalat-fahmi ki wajah se is aham-tareen kitaab se faida uthaane mein koi rukaawat na rahe.

Fazail-e-Amaal Urdu in Roman Script with References (HB)
₹450.00
Alhamdulillah, “idara” ki hamesha yeh koshish rahi hai ke Deen ko seekhne sikhane mein Ummat ke liye jitni mumkin ho sake asaaniyan paida ki jayein, isilye Fazail-e-Amaal ko Urdu Roman Script mein pesh kiya ja raha hai, kyunki Ummat ki ek badi tadaad aisi hai jo urdu likhne-padhne se nawaaqif hai. Isliye unke liye yeh edition in sha’ Allah kaafi faidamand saabit hoga.
Iske ilaawah Ahl-e-ilm aur modern educated logon ke liye is baat ki zaroorat ka ehsaas bhi hone laga tha ke is kitaab mein maujood Ahadees aur urdu mein likhe buzurgon ke waaqiyaat ke references ka kaam hona chahiye, taake kisi ghalat-fahmi ki wajah se is aham-tareen kitaab se faida uthaane mein koi rukaawat na rahe. Alhamdulillah, “idara” ko Akaabir-e-Ummat khaas-taur se Akaabir-e-Tablighi Jamaat ke Mashwaron se is aham-tareen kitaab ko mukhtalif kutub ki madad se (jinki details publisher note mein de di gai hai) Complete References ke saath Ummat ke Saamne pesh karne ki Sa’adat haasil hui.

Holy Quran – Urdu translation in ROMAN Script with Transliteration and Arabic Text by Mufti Taqi Usmani
₹550.00
Holy Quran - Urdu translation in ROMAN Script with Transliteration and Arabic Text by Mufti Taqi Usmani
Qur'an Kareem Allah Ta'ala ki woh Kitaab hai jo khud mein ek mojza hai, isliye iska theek theek tarjuma aur iski balaaghat waghairah ko kisi dusri zabaan mein utaar dena bilkul na-mumkin hai, lekin jitna mumkin ho sakta tha iski koshishein huin, isi saff mein Mufti Taqi Usmani sahab ne ek aasaan aur aam fahem zabaan mein Urdu Tarjuma Qur'an pesh kiya jo kaafi maqbool hua, isliye hum ne Urdu Roman Script mein “Aasaan Tarjuma” ka intikhaab kiya.
Tarjum-e-Qur'an ko Urdu Roman Script mein pesh karne ka ehsaas is wajah se paida hua ke logon ki ek badi tadaad aisi hai jo urdu bolna to jaanti hai lekin likhna-padhna nahi janti, aur woh is wajah se kahin paighaam-e-Ilaahi se mehroom na ho jayen, is zimmedaari ko saamne rakhte hue is Tarjuma ko Shaaye kiya gaya.
Allah Ta'ala se dua hai ke Allah Ta'ala is khidmat ko qubool farmakar humare liye aur tamaam insano ke liye hidayat ka zariya banaye. Ameen.
There are many instances where people are not able to read Urdu but can understand it very well whereas people can read English very well but are unable to understand some words written in roman English. The author has kept in mind this problem and hence has provided the solution by writing the Urdu in Roman English Script so that people can read English very well and understand each bit of it as it is pronounced in Urdu.

Muntakhab Ahadees – Urdu Translation in Roman Script (HB)
₹375.00
Hazrat Maulana Muhammad Yusuf Kandhlawi (Rh.) ne umr ke aakhiri hisse mein apne kai bharosemand logon ko saath le kar apni nigrani mein Mustanad Ahadees ke zariye “6-Numberon” par aik zakhira jama kiya jo ke Arbi zuban mein tha.
Maulana ke Inteqal ke kai saal baad ye Zakhira Hazrat Maulana Muhammad Saad Sahab ko mila, unhone unka Urdu tarjuma kiya aur tarteeb de kar isko “Muntakhab Ahadees” naam se shaya kiya. Is kitaab ki ek ehem khususiyat yeh bhi hai ke ismein tamaam Ahadees Mustanad aur Motabar hain.
Alhamdulillah, “idara” ko Akaabir-e-Ummat ke Mashwaron se is aham-tareen kitaab “Muntakhab Ahadees” ko Urdu Roman Script mein pesh karne ki sa'adat hasil hui, chunki Ummat ki ek badi tadaad aisi hai jo urdu likhne-padhne se nawaaqif hai, isliye unke liye yeh edition insha'Allah kaafi faidamand saabit hoga.